You are currently viewing army shayari status in hindi with images आर्मी शायरी

army shayari status in hindi and english with images

आर्मी शायरी best army shayari status in hindi and english with images

army photo shayari
army photo shayari

dushman ko goli ke nishane pe liye baitha hu,
mery zindagy ko main maut ke muhane pe liye baitha hu,
dafan kar dunga har koshish main dushman-ai-hind ki,
mere desh ki duaon ka main toofaan liye baitha hu…

दुश्मन को गोली के निशाने पे लिए बैठा हूँ,
मेरी ज़िन्दगी को मैं मौत के मुहाने पे लिए बैठा हूँ,
दफन कर दूंगा हर कोशिश मैं दुश्मन-ऐ-हिन्द की,
मेरे देश की दुआओं का मैं तूफ़ान लिए बैठा हूँ…

army shayari photo
army shayari photo

aajadi ki ham kabhi sham nahi hone denge,
shahidon ki kurbani kabhi badnam nahi hone denge,
ek bund bhi bachi ho tab tak jo lahu ki,
bharat mata ka aanchal nilam nahi hone denge…

आजादी की हम कभी शाम नहीं होने देंगे,
शहीदों की कुर्बानी कभी बदनाम नहीं होने देंगे,
एक बूंद भी बची हो तब तक जो लहू की,
भारत माता का आँचल नीलाम नहीं होने देंगे…

indian army shayari photo
indian army shayari photo

kabhi thand mein thithur kar dekh lena,
kabhi tapti dhup mein jal kar dekh lena,
kaise hoti hai hifazat mulk ki,
kabhi sarhad par chal kar dekh lena…

कभी ठण्ड में ठिठुर कर देख लेना,
कभी ताप्ती धुप में जल कर देख लेना,
कैसे होती है हिफाज़त मुल्क की,
कभी सरहद पर चल कर देख लेना…

fouji shayari
fouji shayari

kisi gajre ki khushbu ko mahakta chhor ke aaya hu,
meri nanhi si chidiyaan ko chahakta chhor ke aaya hu,
mujhe chhati se apni tu laga lena ai dharti maa,
main apni maa ki baanho ko tarasta chhor ke aaya hu…

किसी गजरे की खुशबु को महकता छोड़ के आया हूँ,
मेरी नन्ही सी चिड़ियाँ को चहकता छोड़ के आया हूँ,
मुझे छाती से अपनी तू लगा लेना ऐ धरती माँ,
मैं अपनी माँ की बांहो को तरसता छोड़ के आया हूँ…

आर्मी शायरी
आर्मी शायरी

milte nahi jo hak wo liye jaate hai,
hai aajad ham par gulam kiye jaate hai,
un sipahiyo ko raat-din naman karo,
maut ke saye mein jo jiye jaate hai…

मिलते नही जो हक वो लिए जाते हैं,
है आजाद हम पर गुलाम किये जाते हैं,
उन सिपाहियों को रात-दिन नमन करो,
मौत के साए में जो जिए जाते हैं…

Leave a Reply