You are currently viewing khamoshi shayari in hindi and english with images download

khamoshi shayari in hindi and english with images download

ख़ामोशी पर शायरी khamoshi shayari in hindi and english with images download

shayari on khamoshi
shayari on khamoshi

khamoshiyan sabar ka imtehaan ban gayi,
majburiyan pyar mein ilzam ban gayi,
woh aye aur aakar chale gaye,
khushiya chand lamho ki mehman ban gayi…

खामोशियां सबर का इम्तेहान बन गई,
मजबूरिया प्यार में इलज़ाम बन गई,
वह आऐ और अकर चले गये,
खुशियां चंद लम्हो की मेहमन बन गई…

khamoshi shayari in hindi
khamoshi shayari in hindi

meri khamoshiyon mein bhee fasana dhundh letu hai,
badu shatir hai ye duniya bahana dhundh letu hai,
hakikat jid kiye baithi hai chaknachur karne ko,
magar har aankh phir sapna suhana dhundh letu hai…

मेरी खामोशियों में भी फसाना ढूंढ लेती है,
बड़ी शातिर है ये दुनिया बहाना ढूंढ लेती है,
हकीकत जिद किये बैठी है चकनाचूर करने को,
मगर हर आंख फिर सपना सुहाना ढूंढ लेती है…

meri khamoshi shayari
meri khamoshi shayari

khamoshiyan teri mujhse batein karti hai,
mera har dard aur har aah samajhti hai,
pata hai majbur hai tu aur main bhi,
phir bhi ankhein tere didar ko tarasti hai…

खामोशियां तेरी मुझसे बातें करती है,
मेरा हर दर्द और हर आह समाजति है,
पता है मजबूर है तू और में भी,
फ़िर भी आंखें तेरे दीदार को तरस्ती है…

teri khamoshi shayari
teri khamoshi shayari

sirf najdikiyo se mohabbat hua nahi karti,
fasle jo dilon me ho to fir chahat hua nhi karti,
agar naraj ho khafa ho to shikayat karo hamse,
khamosh rahne se dilo ki duriya mita nhi karti…

सिर्फ नजदिकियो से मोहब्बत हुआ नही करती,
फस्ले जो दिलों में हो तौ फिर चहत हुआ नही करती,
आगर नराज हो खफा हो तो शिकायत करो हमसे,
खामोश रेहने से दिलो की दुरिया मीटा नही करति…

ख़ामोशी पर शायरी
ख़ामोशी पर शायरी

jab koi khyal dil se takrata hai,
dil na chah kar bhi khamosh rah jata hai,
koi sab kuch kah kar pyar jatata hai,
koi kuch na kahkar bhi sab bol jata hai…

जब कोई ख्याल दिल से टकराता है,
दिल न चाह कर भी खामोश रह जाता है,
कोई सब कुछ कह कर प्यार जताता है,
कोई कुछ न कहकर भी सब बोल जाता है…

Leave a Reply