You are currently viewing kabhi to chand asman se utare aur aam ho jaye

kabhi to chand asman se utare aur aam ho jaye,
tere naam kee ek khubsurat sham ho jaye,
ajab halat hue kee dil ka sauda ho gaya,
mohabbat kee haveli jis tarah neilam ho jaye,
main khud bhi tujhse milne ke kosis nahi karunga,
kyunki nahin chahata koee mere lie badnam ho jaye,
ujale apani yadon ke mere sath rahne do,
jane kis gale mein jindagi ke shaam ho jaye..

कभी तो चाँद असमान से उतरे और आम हो जाये,
तेरे नाम की एक खूबसूरत शाम हो जाये,
अजब हालत हुए की दिल का सौदा हो गया,
मुहब्बत की हवेली जिस तरह नीलम हो जाये,
मैं खुद भी तुझसे मिलने की कोशिश नहीं करूँगा,
क्योंकि नहीं चाहता कोई मेरे लिए बदनाम हो जाये,
उजाले अपनी यादों के मेरे साथ रहने दो,
जाने किस गली में जिंदगी की शाम हो जाये…

Leave a Reply