Wo na aaye unki yaad aakar wafa kar gayi
Wo na aaye unki yaad aakar wafa kar gayi,Unse milne ki tamanna sukoon tabah kar gayi,Aahat hui socha asar duaa kar gayi,Darwaja khola to dekha majak humse hava kar gayi……
Wo na aaye unki yaad aakar wafa kar gayi,Unse milne ki tamanna sukoon tabah kar gayi,Aahat hui socha asar duaa kar gayi,Darwaja khola to dekha majak humse hava kar gayi……
Bahut mehngi hui ab to wafa,log kaha milte hai, jo sachcha pyar kare,mohabbat to ban gai hai ab saza,ashiq kaha milte hai, jo sang-sang ishq ka dariya paar kare.. बहुत…
Tujhe chaha bhi to ijahar na kar sake,Kat gai umar kisi se pyar na kar sake,Tune manga bhi to apani judai mangi,Aur ham the ki inkaar na kar sake… तुझे…
Zindgi se apna har dard chupa lena,Khushi na sahi gam gale laga lena,Koi agar kahe mohabbat aasan hai,To use mera toota hua dil dikha dena… ज़िंदगी से अपना हर दर्द…
Jane kya khata he meri aye khuda,Ke har mood per ajama leta hai tu,Chahat rakhta hu jis chiz ki,Use kisi aur ka bana deta hai tu… जाने क्या खता है…
ye bewafa wafa ki kimat kya jane,hai bewafa gam-ye mohabbat kya jane,jinhe milata hai har mod par naya hamsafar,wo bhala pyar ki kimat kya jane… ये बेवफा वफा की कीमत…