maa shayari 2 lines in hindi माँ शायरी 2 लाइन

latest best maa shayari 2 lines photo in hindi and english with images माँ शायरी 2 लाइन हिंदी और इंग्लिश में

maa shayari 2 lines

मांगने पर जहाँ पूरी हर मन्नत होती है,
माँ के पैरों में ही तो वो जन्नत होती है…

Maange par jahaan poori har mannat hoti hai,
Maa ke pairo mein hi toh wo jannat hoti hai…

maa shayari

लबों पे उसके कभी बद्दुआ नहीं होती,
बस एक माँ है जो मुझसे ख़फ़ा नहीं होती…

Labon pe uske kabhi baddua nahin hoti,
Bas ek maa hai jo mujhse khafa nahin hoti…

best lines for maa in hindi

न जाने क्यों आज अपना ही घर मुझे अनजान सा लगता है,
तेरे जाने के बाद ये घर-घर नहीं खली मकान सा लगता है…

Na jaane kyun aaj apna hi ghar mujhe anjaan sa lagta hai,
Tere jaane ke baad ye ghar-ghar nahin khali makaan sa lagta hai…

maa ke liye kuch line

इस तरह मेरे गुनाहों को वो धो देती है,
माँ बहुत ग़ुस्से में होती है तो रो देती है…

Is tarah mere gunaahon ko wo dho deti hai,
Maa bahut gusse mein hoti hai toh ro deti hai…

माँ शायरी 2 लाइन

एक दुनिया है जो समझाने से भी नहीं समझती,
एक माँ थी, बिना बोले सब समझ जाती थी…

Ek duniya hai jo samjhaane se bhi nahin samjhti,
Ek maa thi, bina bole sab samajh jaati thi…

maa beta shayari in hindi

जब तक रहा हूँ धूप में चादर बना रहा,
मैं अपनी माँ का आखिरी ज़ेवर बना रहा…

Jab tak raha hoon dhoop mein chaadar bana raha,
Main apni maa ka aakhiri zevar bana raha…

maa beti shayari in hindi

उसके आँचल में मुझे बहुत सुकून मिलता है,
जिंदगी खुशनुमा लगती है जीने का जुनून मिलता है…

Uske aanchal mein mujhe bahut sukoon milta hai,
Zindagi khushnuma lagti hai jeene ka junoon milta hai…

maa ke liye emotional shayari

चलती फिरती आँखों से अज़ाँ देखी है,
मैंने जन्नत तो नहीं देखी है, माँ देखी है…

Chalti phirti aankhon se aazaan dekhi hai,
Maine jannat toh nahin dekhi hai, maa dekhi hai…

maa 2 line shayari

मेरी तक़दीर में कभी कोई गम नही होता,
अगर तक़दीर लिखने का हक़ मेरी माँ को होता…

Meri taqdeer mein kabhi koi gham nahin hota,
Agar taqdeer likhne ka haq meri maa ko hota…

shayari maa par

इस जीवन में सबसे बड़ा मां का ही प्यार है,
वही मंदिर, वही पूजा और वही सारा संसार है…

Is jeevan mein sabse bada maa ka hi pyaar hai,
Wahi mandir, wahi pooja aur wahi saara sansaar hai…